top of page
light background -resources.jpg

यादों से उतर कर

Yaado se Utar kar Naino Me

Yaado se Utar kar Naino Me
00:00 / 01:04

Artists

BK Ashwini Tilak

Lyrics

Yaadon se utar kar naino me, Naino se dil me sama jao, Bacche pukarte hai Mamma, Phirse dharti par aao jao.. (3) Yaadon se utar kar naino me... Teri mahima ko sun sun kar, Man karta hai dedaar kare.. (2) Tum pyaar ki sarita behlati, Tere pyar se hum bhi jholi bhare Daaman failaye aas liye, aa jao aas fuga jao Bacche pukarte hai Mamma, phirse dharti par aao jao Yaadon se utar kar naino me... (repeat) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Sansar ki halat aisi hai, jaha bahat zarurat hai teri.. (2) Nafrat ki dhoop hai charon taraf, aakar kar do tum chhav ghaneri Meethi dhristi aur vaani se, Maa prem neer barsa jao Bacche pukarte hai Mamma, phirse dharti par aao jao Yaadon se utar kar naino me... (repeat) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Tumhe Jagadamba aur Saraswati, kehkar sansar pukarein.. (2) Ghar ghar me teri puja, tum bharti ho sabke bhandarein Agyan ki kaali chhaya ko, duniya se aake mita jao Bacche pukarte hai Mamma, phirse dharti par aao jao Yaadon se utar kar naino me... (repeat) Yaadon se utar kar naino me, Naino se dil me sama jao, Bacche pukarte hai Mamma, Phirse dharti par aao jao.. (8)
music and light
bottom of page