top of page
light background -resources.jpg

शिव की याद रहेगी

Shiv Ki Yaad Rahegi

Shiv Ki Yaad Rahegi
00:00 / 01:04

Artists

Brahma Kumaris

Lyrics

Are Shiv ki yaad rahegi tab, Ankho me samaya wo hoga... Hum dhanya tabhi ban payenge, Jab aisa priya jeevan hoga... Yaha humara..(2) tan hoga...(2) Waha humara..(2) mann hoga...(2) Jahan hota hai maanav ka dhan, Wahi hota hai uska mann.. Isliye Parmatma ne bataya, Mujhse laga lo apna mann... Humsa nahi koi zamane me, Rachana Rachta ka gyan jise... Par aisa bhi ban-na hoga, Nahi kabhi abhimaan jise... Yaha humara..(2) tan hoga...(2) Waha humara..(2) mann hoga...(2) Ye duniya to mayavi hai, Maya se bhala kaisi yari... Apne to do hi thikane hain, Baikunth duniya nirakari... Dhundhla sa andhiyara hai, Deepak se ujiyara hoga... Ye ankh bhi tan ka dipak hai, Ye gyan jeevan dipak hoga... Yaha humara..(2) tan hoga...(2) Waha humara..(2) mann hoga...(2) Are Shiv ki yaad rahegi tab, Ankho me samaya wo hoga... Hum dhanya tabahi ban payenge, Jab aisa priya jeevan hoga... Yaha humara..(2) tan hoga...(2) Waha humara..(2) mann hoga...(2)
music and light
bottom of page