top of page
light background -resources.jpg

शक्ति स्वरूपा माँ

Shakti Swaroopa Maa

Shakti Swaroopa Maa
00:00 / 01:04

Artists

BK Yashashwini (Lyrics by BK Ramesh)

Lyrics

Shakti Swaroopa Maa, Tera Vishwa me dhwaj lehra raha.. Vande Mataram ka gunjan har dil gaa raha... Shakti Swaroopa Maa, Tera Vishwa me dhwaj lehra raha... Vande Mataram ka gunjan har dil gaa raha... Vidhya ki Devi Maa Saraswati, karta hai jag teri aarti..(2) Shakti Swaroopa Maa, Tera Vishwa me dhwaj lehra raha... Vande Mataram ka gunjan har dil gaa raha... Vidhya ki Devi Maa Saraswati, karta hai jag teri aarti.. Vidhya ki Devi Maa Saraswati... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Gyan ka prakash ban karke Maa, Prabhu sapno ko kiya sakaar.. Nirvikari ban kar O meri Maa, apkaari par bhi kiya upkaar.. Teri aanchal ka saaya, paas jo tere aaya.. Bhagya jagaya, paaye sheetal wo chhaya.. Vardaani Maa, kalyaani Maa, Om Radhe Maa..(2) Shakti Swaroopa Maa, Tera Vishwa me dhwaj lehra raha.. Vande Mataram ka gunjan har dil gaa raha... Vidhya ki Devi Maa Saraswati, karta hai jag teri aarti.. Vidhya ki Devi Maa Saraswati... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Divya guno ko dharan kar, Atma shrunghar kiya apna.. Tu hai Durga, tu hai Lakshmi.. Mahima gaaye jag kitna.. Shwet-vastra-dharini, mangal-karini, Shakti ruhani, sinh-vaahini.. Teri lagan dekh re Man kare naman maa..(2) Shakti Swaroopa Maa, Tera Vishwa me dhwaj lehra raha.. Vande Mataram ka gunjan har dil gaa raha... Vidhya ki Devi Maa Saraswati, karta hai jag teri aarti..(2) Shakti Swaroopa Maa, Tera Vishwa me dhwaj lehra raha.. Vande Mataram ka gunjan har dil gaa raha... Vidhya ki Devi Maa Saraswati, karta hai jag teri aarti..(2) Maa O Maa...meri Maa...meethi Mamma...
music and light
bottom of page