top of page
light background -resources.jpg

प्यारे अपने परमधाम को

Pyare Apne Paramdham

Pyare Apne Paramdham
00:00 / 01:04

Artists

Sadhna Sargam (Lyrics by BK Satish)

Lyrics

Pyare apne param-dham ko chhod kar Prem me niyam apne sabhi tod kar Aap Baba hai aaye humare liye Swarg saugat laaye humare liye Pyare apne param-dham ko chhod kar... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Apni nazaro se Baba uthate hume Roz palko pe apne bithate hume Meethe meethe mere laadle bacche keh Apna sab hai lutaye humare liye Aap Baba hai aaye humare liye Swarg saugat laaye humare liye Pyare apne param-dham ko chhod kar... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Prem-Sukh-Shanti-Anand-Gun-Shaktiya.. Yeh khushi, ye ruhani mili mastiya... Inke jaisi zamane me kya cheez hai Sab khazane hai laaye humare liye.. Aap Baba hai aaye humare liye Swarg saugat laaye humare liye Pyare apne param-dham ko chhod kar... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Pyar Baba mila itna hai aapka Ab to sara hi apna bana aapka... Sneh ke moti bhar hum sabhi keh rahe Bacche hum hi hai Baba tumhare liye Aap Baba hai aaye humare liye Swarg saugat laaye humare liye Pyare apne param-dham ko chhod kar... Prem me niyam apne sabhi tod kar Aap Baba hai aaye humare liye Swarg saugat laaye humare liye Pyare apne param-dham ko chhod kar...
music and light
bottom of page