top of page
light background -resources.jpg

तू गजब है गजब

Tu Gazab Hai Gazab

Tu Gazab Hai Gazab
00:00 / 01:04

Artists

Udit Narayan

Lyrics

Tu gazab hai gazab.. (2) Tu roohon ka waleed hai gazab hai gazab.. Tu gazab hai gazab.. (2) Tu roohon ka waleed hai gazab hai gazab.. Is zameen pe hai tere karishme ajab.. (2) Tu gazab hai gazab.. (2) Tu gazab hai gazab.. (2) Tu roohon ka waleed hai gazab hai gazab... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Teri khushbo ruhani se mehke jahan.. (2) Zahre zahre mein hai teri khushbo yahan.. (2) Tujhme dikhte sitare suraj gagan.. (2) Tu hai daryain mohabbat, hai daryain aman.. (2) Tujhko kehte Khuda, tujhko kehte hai Rab.. (2) Tu roohon ka waleed hai gazab hai gazab... Tu gazab hai gazab.. (4) Tu roohon ka waleed hai gazab hai gazab... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Hukma tere se gaati hai nagme hawa.. (2) Teri rehmat se rehti umange jawan.. (2) Teri takat hai jisme wo hai befikar.. (2) Har labon pe yaha hai tera hi zikar.. (2) Tujhko chahte hai sab.. (4) Tu roohon ka waleed hai gazab hai gazab... Tu gazab hai gazab.. (4) Tu roohon ka waleed hai gazab hai gazab... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Har mazhab me teri hi pehchan hai.. (2) Koi kehta Khuda, koi Bhagwan hai.. (2) Teri jaadugari sabse mashoor hai.. (2) Har disha me yaha bas tera noor hai.. (2) Humne sikha hai tujhse... Humne sikha hai tujhse, ilahi-adab.. (2) Tu roohon ka waleed hai gazab hai gazab... Tu gazab hai gazab.. (4) Tu roohon ka waleed hai gazab hai gazab...
music and light
bottom of page