top of page
light background -resources.jpg

शिव का झंडा ऊंच महान

Shiv Ka Jhanda Unch Mahan

Shiv Ka Jhanda Unch Mahan
00:00 / 01:04

Artists

Brahma Kumaris (BK group)

Lyrics

Shiv ka jhanda unch mahaan Shiv ka sada hoga sammaan Sarv ka pita wo Shiv bhagawan shiv ka gyan kare kalyan... {x2} Shiv ka jhanda uch mahan... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Sab jhando ko ek kare jo, Wo yah jhanda nyara he.. Is par nishan jyoti bindu ka, Jo sabka sahara he... {x2} Sab karate he uska dhyaan Shiv ka sada hoga sammaan Sarv ka pita wo Shiv bhagawan Shiv ka gyan kare kalyaan.. Shiv ka jhanda uncha mahan { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Yahi jhanda is duniya me, Sukh shanti barasata he.. Har manav ko mukti jeevan mukti ki raah dikhata hai.. {x2} Sarv ko deta he varadan, Shiv ka sada hoga samman.. Sarv ka pita wo shiv bhagavan, Shiv ka gyaan kare kalyaan.. Shiv ka jhanda uncha mahaan... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Jag ki jyoti param pita Shiv, Sabki jyoti jagata hai.. Karata he prakash vishv me, Sab andhiyar mitata hai.. {x2} Paavan karta unka gyan, Shiv ka sada hoga samman.. Sarv ka pita wo shiv bhagavan Shiv ka gyan kare kalyan.. Shiv ka jhanda unch mahaan Shiv ka sada hoga samman Sarv ka pita wo shiv bhagavan Shiv ka gyan kare kalyan Shiv ka jhanda unch mahan... aaa
music and light
bottom of page