top of page
light background -resources.jpg

शिव बाबा तुम्हारी याद में

Shiv Baba Tumhari Yaad Me

Shiv Baba Tumhari Yaad Me
00:00 / 01:04

Artists

Om Shanti Music

Lyrics

Shiv Baba tumhari yaad me, Paya pyaar apaar hai... Pyaar tumhara is jeevan ko karta Gyan-shringaar hai.. Shiv Baba tumhari yaad me, Paya pyaar apaar hai.. Tere pyaar me doobe hue hai, Tu hi mera sansaar hai.. Shiv baba tumhari yaad mein... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Ehsaan itna aapka hum, nahi bhulenge jeevan bhar.. Nahi bhulenge jeevan bhar.. Gyan-Yog ka le ke sahara, chalte rahenge sambhal kar Zameen aasmaan, sara jahaan, ab to gulo-gulzaar hai, Ab to gulo-gulzaar hain... Shiv Baba tumhari yaad me, Paya pyaar apaar hai... Pyaar tumhara is jeevan ko karta Gyan-shringaar hai.. Shiv baba tumhari yaad mein... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Lakho karishme in ankhon se, aap hume dikhlate ho.. Yaad karu me jab jab tumko, paas mere chale aate ho... Jeevan ke har sapne ko..(2) Tune kar diya sakaar hai...(2) Shiv Baba tumhari yaad me, Paya pyaar apaar hai... Pyaar tumhara is jeevan ko karta Gyan-shringaar hai.. Shiv Baba tumhari Yaad mein...
music and light
bottom of page