top of page
light background -resources.jpg

मेरा बाबा आया है

Mera Baba Aaya Hai

Mera Baba Aaya Hai
00:00 / 01:04

Artists

Brahma Kumaris, BK Suresh

Lyrics

Mera Baba Aaya Hain... Mera Baba aaya hain, Subh sandesha laaya hai (2) Ab Sangam ki antim bela, Ghar le jaane aaya hai Mera Baba aaya hain, Subh sandesha laaya hai (2) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Bhav sagar me dube huo ko kinare lagane, Khushiyo ki barkha aur Gyan amrit pilaana...(2) Divya guno ke shringaar se sajane aaya hain Mera Baba aaya hain, Subh sandesha laaya hain (2) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Nirasha ki kaali ghata ujali ho jaye, Viraan dilo me Sukh ki bahaar aa jaye (2) Aasha ki kirno ka Suraj ugane aaya hain Mera Baba aaya hain, Subh sandesha laaya hain (2) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Umang jaga lo, Aalas tyago, Uddna sikho, Hoshla parvaan chadaaye, itihaas naya likho (2) Palko ki chhaya me nav-jeevan dene aaya hain Mera Baba aaya hain, Subh sandesha laaya hain (2) Ab Sangam ki antim bela, Ghar le jaane aaya hain Mera Baba aaya hain, Subh sandesha laaya hain...(3)
music and light
bottom of page