top of page
light background -resources.jpg

पावन पावन आबू अब्बा का वतन

Kitna Salona Pyara Ghar Apna

Kitna Salona Pyara Ghar Apna
00:00 / 01:04

Artists

BK Ashmita

Lyrics

Kitna salona Pyara Ghar apna...Paavan Paavan Abu abba ka vatan (2) Paavan Paavan Abu abba ka vatan (2) Unche sikhar se Gyan barse, bheego raha hai ye Dharti gagan.. Paavan Paavan Abu abba ka vatan (2) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Rishiyo ki Tapo-bhumi, kisise bhi kum nahi sab me hai maahir (2) Yaha achal ghar hai, Guru-sikhar hai, Dilwara me dil ki lagaye hai lagan... Paavan Paavan Abu abba ka vatan (2) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Shaktiyo ki nagri hai, Pandavo ka ghar hai... Prem-Shaanti-Anand bikhra idhar hai.. Shaktiyo ki nagri hai, Pandavo ka ghar hai... Prem-Shaanti-Anand bikhra idhar hai.. Pandav Bhawan Sukh-dham ka aangan, Ankho me basa "Om Shanti bhawan" Paavan Paavan Abu abba ka vatan (2) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Abu tirath mahaan, yaha aate Bhagwan Dete saccha Gita-Gyan, rachte Swarg jahaan... Abu tirath mahaan, yaha aate Bhagwan Dete saccha Gita-Gyan, rachte Swarg jahaan... Hai anokha sansaar, palta Prabhu-parivaar, Phirse aane ko sabhi ka machalta hai Man... Paavan Paavan Abu abba ka vatan (2) Kitna salona Pyara Ghar apna...Paavan Paavan Abu abba ka vatan (2) Unche sikhar se Gyan barse, bheego raha hai ye Dharti gagan.. Paavan Paavan Abu abba ka vatan (4)
music and light
bottom of page