top of page
light background -resources.jpg

आत्म-दर्शन स्वयं का दर्शन

Atma Darshan Swayam Ka Darshan

Atma Darshan Swayam Ka Darshan
00:00 / 01:04

Artists

Hariharan (Lyrics by BK Satish)

Lyrics

Aatma darshan swayam ka darshan.. (2) Aatma jyoti jagale Bujhi hui jagakar jyoti, Swarajya phir paale.. Aatma darshan, swayam ka darshan... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Aatma Raja karma-indriyo ka, Praja ek indriy sari.. Raja agar swarajy pe betha, Sukh sampati ho bhari.. Swarajy ki raksha kar tu.. (2) Swayam ka pehra lagale.. Aatma darshan, swayam ka darshan... Tu rathi rath tan yah tera, Aage man rupi ghoda.. Pakad buddhi ki lagam hath me, Sanskaro vas doda.. Bhula rahi apne path ko.. (2) Swa-darshan se pale... Aatm darshan, swayam ka darshan.. (2) Aatma jyoti jagale.. Bujhi hui jagakar jyoti, Swarajya phir paale.. Aatma darshan swayam ka darshan.. (2) Aatma darshan, aatm darshan... (5)
music and light
bottom of page