top of page
light background -resources.jpg

आ जाओ लाड़लो अब

Aao Prabhu Sharan Aao

Aao Prabhu Sharan Aao
00:00 / 01:04

Artists

Suresh Wadkar

Lyrics

Kar lo Anubhav Prabhu pyar ka... Baaho me Wo bula raha.. Wo Karunakar daya ka saagar.. Sneh me sabko sama raha... Kar lo Anubhav Prabhu pyar ka...(3) Baaho me Wo bula raha... Wo Karunakar Daya ka Saagar.. Sneh me sabko sama raha...(2) Aao...Prabhu sharan aao... (2) Kar lo anubhav Prabhu pyar ka Subah hui jab aankh khuli to, kuch ghadiya kar Prabhu ke naam... (2) Prabhu kiran ko hriday me bhar lo... Kar lo aanan divya lalaan... Maha milan ki mangal bela... (2) Prabhu milan Jag mana raha.. Wo Karunakar Daya ka Saagar.. Sneh me sabko sama raha...(2) Aao...Prabhu sharan aao... (2) Kar lo anubhav Prabhu pyar ka Mast Pawan ye khila Chaman ye... Din aur ye din maan mila... Ye tan mann ye jeewan tujhko Ishwar ka vardaan mila...(2) Safal karo aur paao safalta...(2) Murli madhur 'Wo' suna raha.. Wo Karunakar Daya ka Saagar.. Sneh me sabko sama raha...(2) Aao...Prabhu sharan aao... (2) Kar lo anubhav Prabhu pyar ka Ahobhaav ke bhare bhaav se.. Pal pal Prabhu gun gaan karo... Dhyan dharo jo dhyan hai rakhta... Prabhu kripa ka paan karo...(2) Paas me aakar 'Wo' Ratnaakar (2) Ratan anokhe luta raha... Wo Karunakar Daya ka Saagar.. Sneh me sabko sama raha...(2) Aao...Prabhu sharan aao... (5)
music and light
bottom of page