top of page


Aakhir Vo Din Aaya Aaj
00:00 / 03:24

Artist/s
Pankaj Mullick
Lyrics
Aakhir wo din aaya aaj.. (2)
Jis din ka rasta takta tha
Jiska tha mohtaj aakhir
Jis din ka rasta takta tha
Jiska tha mohtaj
Aakhir wo din aaya aaj.. (2)
Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwai
Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwai
Aaj mera hath aakar pakda.. (2)
Aap gharrib nawaz
Aakhir wo din aaya aaj.. (2)
Jis din ka rasta takta tha
Jiska tha mohtaj
Aakhir wo din aaya aaj.. (2)
Jinke man me nek irade
Unki mushqil door hata de haan
Jinke man me nek irade
Unki mushqil door hata de haan
Tere ghar me kya mushkil hai.. (2)
Sun o rajadhiraj
Tere ghar me kya mushkil hai
Sun o rajadhiraj
Aakhir wo din aaya aaj... (2)

bottom of page