top of page
light background -resources.jpg

मेरे बाबा का पैगाम

Mere Baba ka Paigam

Mere Baba ka Paigam
00:00 / 01:04

Artists

Mishthu Vardhan

Lyrics

Mere Baba ka paigam, Ab to chalna Paramdhaam (2) Vapas jana hai hum sabko, Divya lok neej dhaam (2) Divya lok neej dhaam Mere Baba ka paigam, Ab to chalna Paramdhaam (2) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Nashvar duniya ke rishte sab hi hai nashvar, Vinashi sukh milta ho, par dukh hai jeevan bhar (2) Mukti Jeevan-mukti Varsa paa jao tamaam (2) Mere Baba ka paigam, Ab to chalna Paramdhaam (2) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Man ke taar Prabhu se jodo Bindu roop hai unka, Sada Shiv kalyankari kartavya param hai jinka (2) God Allah ek hai unka aur Ram hai naam (2) Mere Baba ka paigam, Ab to chalna Paramdhaam (2) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Sukh ki duniya aane wali Satyugi sansaar, Anand Prem wali duniya Vishwa hai ek parivar (2) Nar se Narayan ban jao chalna hai sukh-dhaam (2) Chalna hain sukh-dhaam Mere Baba ka paigam, Ab to chalna Paramdhaam (2) Vapas jana hai hum sabko, Divya lok neej dhaam (2) Divya lok neej dhaam Mere Baba ka paigam, Ab to chalna Paramdhaam (2) { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 }
music and light
bottom of page